Blogs

satya1953
LEAP YEAR
Posted March 1, 2012 by satya1953
LEAP YEAR
OUR EARTH DOES NOT ORBIT THE SUN IN EXACTLY 365 DAYS.BUT IT TAKES,365.25 DAYS
THESE 0.245 DAYS ARE ADDED EVERY 3 YEARS TO HAVE AN EXTRA DAY IN THE NEXT YEAR, WHICH BECOMES A LEAP YEAR.

AS FEBRUARY HAS ONLY 28 DAYS(LESS THAN ALL MONTHS), HENCE THE EXTRA
GENERATED DAY IS INCLUDED IN FEBRUARY.HENCE, AFTER 4 YEARS , FEB
CONTAINS 29 DAYS.
2012, BEING A LEAP YEAR,WE GET 366 DAYS ,INSTEAD OF USUAL 365 DAYS IN A YEAR.
THINK, WE HAVE TO WORK FOR ONE EXTRA DAY THIS YEAR,WHILE WE ARE PAID FOR 28 DAYS ONLY IN FEB.
THIS IS ,WHAT MAKES IT A "LEAP YEAR".
AS A THUMB RULE,ANY YEAR WHICH IS DIVISIBLE BY 4 IS A LEAP YEAR.AND CENTURY DIVISIBLE BY 400 IS A LEAP CENTURY.LIKE YEAR 2000.

JAI MATA DI
satya1953
BEJUWAN PAID
Posted February 14, 2012 by satya1953
बदले की आग, खुद को भी जला देती है
अहिन्शा की भाषा,सब कुछ मिटा देती है
वासना की भावना , चरित्र मिटा देती है
अपनों की तड़प, आँखों को रुला देती है
गरीब की मजबूरी , सब कुछ करा देती है
फिर भी हम , दूसरों की मजबूरी को बैसाखी बनाकर,
आगे चलते रहते हैं, खुद को होशियार बताकर
गरीब जान कर भी, कुछ नहीं करपाता,
बस देखता रहता है, सहता रहता है, सब कुछ
एक बेजुवां पेड़ की तरह, जब उसे कोई काटता है
हमभी बेजुवां हो चुके हैं, उसी पेड़ की तरह
हमे भी वासना,घ्रना,हिंसा, अहंकार काटते रहते हैं,पल,पल
फिर भी हम जीते हैं ,इन्हें गले से लगाकर
अपनों की तरह,जिन्हें हम सोचते हैं
,क़ि मुसीबत मे काम आयेंगे
satya1953
MANTTHAN
Posted February 10, 2012 by satya1953

sansaar roopi samura ka jab manthan hua,tab uus mai se anek ratn tatha
anya anmol vasuyen prapt huyeen.iss sansaar mai do cheejen hain 1)
achhai aur 2) burai,

manav jati ke kalyan ke liye,bhagwan dhanvantari bhi prakat huye. sabhee ,sansaar ke kalyaan ke liye rakh liye gaye.

parantu kuchh cheejen aisee bhee milee,sansaar arthat ,maan ke manthan
ke paschat, jin ke liye jhagda hone laga.achhee cheeje ,lene ko sabhee
taiyar the, parantu, buraiyon ko grahan kar ke ,duusron ka uddhar karne
ko koi bhee taiyar naheen tha.

iss mai ek amrit(elixir) tha duusra vish(poison)

prashna buraiyon ko hatane ka tha,arthat vish peene ka tha, koi bhee
taiyaar naheen hua. ant mai bhagwan shiv , jo sab ka kalyaan karte hain,
sansaar ka kalyaan karne ko taiyaar ho gaye.

unhone,vish paan kiya, sansaar ko buraiyon se bachaya, durgunon se bachaya.

parantu, unhone, vish ko apne kanth mai hee rok liya.uun kaa kanth neela
hogaya,buraiyon ke prabhav se.unhone uuse kanth ke neeche naheen utara.
arthat hradaya se naheen lagaya.

mitro, issi prakar, yadi ham bhee, buraiyon ko, durgunon ko, shatruta
kojalan ko, ahankar ko,yadi gale tak hee rakhain ,aur seene (maan)se na
lagayen , to adhik sukhee ho sakte hain

iss maan roopi sansaar ke manthan mai, asuri aur deviya pravartiyan to
atee hee rahtee hain.yah aap ke uupar hai ki aap kyaa karte hain

iti subham

MRAG TRISHNA
Posted February 10, 2012 by satya1953
MRAG TRISHNA DOPAHAR KEE TAPTEE DHOOP MAI ,

BAHTI GARM HAWAYEN, RAIT KE UUPAR SE,

BILKUL SUUKHEE, KANJUUS VYAKTI KEE TARAH,

UUNCHE TAAD KE BRAKSH KEE TARAH, BINA CHHAYA KE JAB PAHUNCHEEN EK PATHIK KE PASS,

JO PYASA THA, JEEVAN KEE KUCHH SANSON KE SAATH

EK EK KADAM BADATA,JARAHA THA PAANEE KEE OR,

RAIT AUR CHAMAKNE LAGA, DHOOP KEE CHAMAK SE,

PASS AYA PAANEE KE ,MRAT PRAYA HOKAR PYAAS SE,

YE KYAA, RAIT HEE RAIT, FIR WAHEE,BAHUT DUUR PAANEE,

WAH GIR GAYA, ANKH KHOLI TO PASS MAI MRAG KHADA THAA,

UUS KA BACHCHA MAA KEE AUR DEKH RAHA THA ,JEEBH BAHAR NIKAL KAR,

MAA ,SHANT THEE , VIVASH THEE , KUDARAT KE ISS KARISHMAI SE AUR BACHCHE KO CHAAT RAHEE THEE, SUUKHEE JEEBH SE ,

NA ANKHON MAI ANSOO THHE, NA JAMEEN PAR CHHAYA THEE,

TAPTEE TEJ DHOOP MAI, BUS KUCHH HEE SAANS BAKEE THEEN.

HAMAREE IKSHAON KEE MRAG TRISHNA NE , HAMAI BHEE CHHOD DIYA HAI

Tags:
Displaying 1 to 5 of 266